Aradhana Ho Aradhana

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Aradhana ho aradhana
Khudawand Yeshu ki aradhana -- (2)

1. Mere Masiha ki aradhana
Jeevandata ki aradhana -- (2) -- Aradhana

2. Duto ke sung aradhana
Stuti prashansa aradhana -- (2) -- Aradhana

3. Pavitra dil se aradhana
Premi man se aradhana -- (2) -- Aradhana

4. Shantidata ki aradhana
Muktidata ki aradhana -- (2) -- Aradhana

5. Sarva gyaniki aradhana
Sarva vyapiki aradhana -- (2) -- Aradhana


Lyrics in Hindi



;