Artist: | Albums:
Apna bojh Prabhu par daalKabhi na ghabranaTera aadar maan karegaAshcharya karam karega -- (2)1. Mata pita yadi chhodbe deWoh to gale se lagayega -- (2) -- Apna Bojh2. Pura samarpan usko kareinWoh hi tho sab kuch dedega -- (2) -- Apna Bojh3. Bhakto ko wo bhulega nahiHamesha unki sambhal karega -- (2) -- Apna Bojh4. Prabhu hamare saath raheSaamna karne kaun aayega -- (2) -- Aapna Bojh5. Bojh prabhu par daal diya haiAab kaheka ghabrana hai -- (2) -- Apna Bojh