Aaradhna Me Hai Chutkara

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Aaradhna mai hai chutkara,
Aaradhna mai hai changaii
Shareer deh aatma mai shanti aanand deta hai
Jaan se bhi pyara prabhu

--Chorus--
Prarthna karo aradhna karo,
Wo aacha hai kitna bhala hai -- (2)
Chutkara paaye humesha, Halleluyah -- (2) -- Prarthna karo

Maango tho tumhe milega, dhundoge tho paaooge -- (2)
Khatkhatao kholega swarg ki aashishien,
Paao tum usse aabhi -- (2) -- Prarthna karo

Prarthna karo niranter, prarthna karo vishvas se - 2
Dharmi jann ki prarthna visvas ki prarthna
Todti hai sara bandhan -- (2) -- Prathna karo


Lyrics in Hindi



;