Aaradhana Ho Aaradhana

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Aaradhana ho Aaradhana
Khudawand yeshu ki aaradhna -- (2)

Mere masiha ki aaradhana
Jeewan data ki aaradhana -- (2) -- Aaradhana

Duto ke sang aaradhana
Stuti prashansa aaradhana -- (2) -- Aaradhana

Pavitra dil se aaradhana
Premi man se aaradhana -- (2) -- Aaradhana

Mere masiha ki aaradhana
Shanti data ki aaradhana -- (2) -- Aaradhana

Sarva gyaniki aaradhana
Sarva vyapiki aaradhana -- (2) -- Aaradhana

Shantidata ki aaradhna
Muktidata ki aaradhna -- (2) -- Aaradhana

Alfa omega ki aaradhna
Sanatan prabhu ki aaradhna -- (2) -- Aaradhana

Rajao ke raja ki aaradhna
Prabhuo ke prabhu ki aaradhna -- (2) -- Aaradhana

Pavitra prabhu ki aaradhna
Premi pita ki aaradhna -- (2) -- Aaradhana


Lyrics in Hindi



;