Artist: | Albums:
Aao masih ke paas, ki ab wo bula raha -- (2)Tauba karo gunah se, Wo lahu baha raha -- (2)Dar dar ho kyon bhatakte, jeevan ki raho meEk baar aake dekho, yeshu ki baah meKitna bhi ho andhera -- (2)Jyoti dene tumheAb wo bula raha -- (2)Toda hai har kisi ne, tumhare vishwas koShayad sabhi kuch pakar, khoya hai aas koKitni be/ho na umiidi -- (2)Aasha dene tumheAb wo bula raha -- (2)Dhoop aur chaw hai zindagi, lamba hai ye safarSaya bhi saath chodta, yeshu hai humsafarKitni kathin ho rahen -- (2)Manzil dene tumheAb wo bula raha -- (2)