Aao Hum Yahowa Ke Liye

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Aao hum Yahowa ke liye
Uunche swar se gaye
Apni mukti ki chattan ka
Jayjaykar kare -- (2)

Dhanyawad karte hue
uske sanmukh aaye
Bhajan gate hue
Uska jayjaykar kare -- (2) -- Aao hum…

Kyonki Yahowa
Mahan ishwar hai
Sare devtaon ke oopar
Wo mahan raja hai -- (2) -- Aao hum…

Kyonki wo hamara
Parmeshwar hai
Aur hum uski praja
Uski rajya ki bhede hai -- (2) -- Aao hum…


Lyrics in Hindi



;