Aao Hum Yahowa Ka Dhanyawad Karei

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Aao hum Yahowa ka, Dhanyawad karei
Apne saare hirdya se, Vandana karei -- (2)
Uske faatako mei stuti karei, Aur lalkarei -- (2)

Jisne banaya hame
Wo hai hamara adhar -- (2)
Jisne di hamko saath
Wo hai hamara uddhar -- (2)
Uski ho jai jai
Ho aradhna
Wo hai prabhuon ka pradhan -- (2) -- Aao hum

Apne saari tan man se hum
Uski mahima karei
Wo hai shifa aur najjat
Uski prashansa karei -- (2)
Wo hai jag ka daata
Aur palanhaar
Uski ho jai jai saadha -- (2) -- Aao hum


Lyrics in Hindi



;