Aanand Aanand Aanand Hai

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Aanand aanand aanand hai -- (2)

1. Abdi muhobaat se hume prem kiya
Aapna beta hume bana liya,
Ye humara saubhagya hai -– (2)

--Chorus--
Hallelujah sada gayenge –- (2)
Hum prabhu yeshu ke liye

2. Aanand ke tel se masah kiya hai
Pavitra sthan mai dakhil hua
Ye humara saubhagya hai -- (2) -- Hallelujah

3. Prabhu ki stuti kerna aanand hai
Prabhu ki sewa karenge sada
Ye humara saubhagya hai -- (2) -- Hallelujah

4. Prabhu ke aagman ki khushi hai
Le jayenge hume lalkaar ke saath
Ye humara saubhagya hai -- (2) -- Hallelujah

5. Siyoon jalaal mai was karenge
Baap ke dahine baith jayenge
Ye humara saubhagya hai -- (2) -- Hallelujah


Lyrics in Hindi



;