Aaj Ka Din Yahovah Ne Banaya Hai

Artist: | Albums:



Lyrics in English

Aaj ka din yahovah ne banaya hai
Hum is mai aanandit ho, aanandit ho

1. Prabhu ko mahima mile, chahe ho mera apmaan -- 2
Wo badhe mai ghatu, rahe isi ka dhyaan -- 2 -- Aaj ka din

2. Aata hu tere paas mujh ko hai tujh se aas -- 2
Mujh ko Kabul kar le, paapo se shudh kar de -- 2 -- Aaj ka din

3. Stuti Prashansa kare, Kyo na kuch hota rahe -- 2
Usko hum bhate rahe, chahe jaha bhi rahe -- 2 -- Aaj ka din


Lyrics in Hindi



;